Sunday, April 18, 2010

Ta- Umra Dhoondata Raha , Manzil Ishq Ki
Anjaam ye ke Dard E Safar Le ke aa Gaya............

Nashtar hain mere Haath Main, Kaandho Pe Mai Kada,
Lo Main Ilaj Dard e Jigar Le Le Aa gaya ........

Shaayad Main Zindagi Ki saher le ke aa gaya
Kaatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya.........

No comments:

Post a Comment